mere dil zindagi safar hai meri ja kal pe kyu nazar hai
dekh le aaj to najara has has ke ji bhar ke mere humdum
mere dil zindagi safar hai meri ja kal pe kyu nazar hai
dekh le aaj to najara has has ke jee bhar ke mere humdum
ye jhumti bahare ye dolte nazare
ye jhumti bahare ye dolte nazare
ye dil fareb manzar hai samne tumhare zindagi aaj hai
kya pata kal kaha honge hum mere dil zindagi safar hai
meri ja kal pe kyu nazar hai dekh le aaj to najara
has has ke jee bhar ke mere humdum
hum zindagi se khele aur log muskuraye
hum zindagi se khele aur log muskuraye
dunia ki roshni me hum apna dil jalaye
zindagi aaj hai kya pata kal kaha honge hum
mere dil zindagi safar hai meri ja kal pe kyu nazar hai
dekh le aaj to najara has has ke jee bhar ke mere humdum
mere dil zindagi safar hai meri ja kal pe kyu nazar hai
dekh le aaj to najara has has ke jee bhar ke mere humdum
mere dil zindagi safar hai meri ja kal pe kyu nazar hai
dekh le aaj to najara has has ke jee bhar ke mere humdum
manjil nahi koi manjil ko dhundate hai
manjil nahi koi manjil ko dhundate hai
hai pyar jiske dil me us dil ko dhundte hai