mere dil mein utar jaao
to moti haath lagega
ha mere dil mein utar jaao
to moti haath lagega
samandar mein utarne se
tumhe kya fayda hoga
mere dil mein utar jaao
to moti haath lagega
samandar mein utarne se
tumhe kya fayda hoga
mere dil mein utar jaao
to moti haath lagega
roz karte hai sanam ham
chahato ki baate
par pasandida kabhi na
hoti hai mulaqate
chhup chhup ke nighao se
wada tum karte ho
bina karan mukarne se
tumhe kya fayda hoga
mere dil mein utar jaao
to moti haath lagega
sun bhi lo tum aawaz is
bezubaa dhadkan ki
o jaan bhi lo aarzue ab mere uljhan ki
jin galiyo mein jaanejana
dar na ho aashiq ka
un galiyo mein guzarne se
tumhe kya fayda hoga
mere dil mein utar jaao
to moti haath lagega
mere dil mein utar jaao
to moti haath lagega
samandar mein utarne se
tumhe kya fayda hoga
mere dil mein utar jaao
to moti haath lagega