mere gulam tera katle aam karu kya main bata
sar ko jhuka ke mujhe kar salam tune ki hai khata

kaid karu aajad karu ya tujhko barbad karu

main kaun hu kya chij hu tujhko nahi pata

khatre me jab teri jaan hai mera yahi armaan hai

teer jigar me utar du chhodu na mein tujhe maar du
tune kya kiya tha zara yaad kar mere aage ro ke fariyad kar

sari umr tadpega tu dungi main aisi saza
mere gulam tera katle aam karu kya main bata
sar ko jhuka ke mujhe kar salam tune ki hai khata
jisam pe jakhm lagaungi aur tujhe tadpaungi

tujhpe taras nahi khaungi duniya se tujhko mitaungi
jite ji mujhe na bhul payega mujhse kabhi na takrayega

mera kare tu samna teri okat kya
mere gulam tera katle aam karu kya main bata
sar ko jhuka ke mujhe kar salam tune ki hai khata
kaid karu aajad karu ya tujhko barbad karu
kaid karu aajad karu ya tujhko barbad karu
main kaun hu kya chij hu tujhko nahi pata
mere gulam tera katle aam karu kya main bata
sar ko jhuka ke mujhe kar salam tune ki hai khata
rang apna dikhaunga ungli pe tujhko nachaunga

kadmo pe apne jhukaunga tujhko zamin pe launga
meri jaan mila le mujhse nazar aata hai taras tujhe dekhkar

kuchh bhi mera anjam ho harunga na hosla
aisa saluk karu tera sath tune ki hai khata
ab jindgi teri mere hath karu kya main bata