mere lab tak, na mere haath me jaam aata hai

maikasho me magar ab bhi, mera naam aata hain

nek aamaal se banati hain, ye duniya jannat

achcha kirdaar hi insaan ke kaam aata hain
achcha kirdaar hi insaan ke kaam aata hain
mere lab tak, na mere haath me jaam aata hai
jis musafir ka yaki hota hai, pukhta ae dost

usko har kaam pe manjil ka salaam aata hain
usko har kaam pe manjil ka salaam aata hain
mere lab tak, na mere haath me jaam aata hai
yun to hone ko zamana hain, magar ae tauba

apna wo hain, jo bure waqt me kaam aata hain