ganpati bapaa moriya
purdcha varsi love kariya
ganpati bapaa moriya
agale baras tu jaldi aa
ganpati bapaa moriya
agale baras tu jaldi aa
mere man mandir tum bhagwan rahe
mere dukh se tum kaise anjan rahe
mere ghar me kitne din tum mehman rahe
mere dukh se tum kaise anjan rahe
ganpati bapaa moriya
agale baras tu jaldi aa
ganpati bapaa moriya
agale baras tu jaldi aa
kitni umeede band jati hai
tumse jab tum aate ho
ab ke baras dekhe kya dete ho
aur kya le jate ho
kitni umeede band jati hai
tumse jab tum aate ho
ab ke baras dekhe kya dete ho
aur kya le jate ho
ganpati bapaa moriya
agale baras tu jaldi aa
ganpati bapaa moriya
agale baras tu jaldi aa
apne sab bhagto ka tumko dhyan rahe
mere dukh se tum kaise anjan rahe
mere man mandir tum bhagwan rahe
mere dukh se tum kaise anjan rahe
ganpati bapaa moriya
agale baras tu jaldi aa
ganpati bapaa moriya
agale baras tu jaldi aa
aana jaana jeevan hai
jo aaya kaise jaye na
khilne se pehle hi lakin
phul koi murjhaye na
aana jaana jeevan hai
jo aaya kaise jaye na
khilne se pehle hi lakin
phul koi murjhaye na
ganpati bapaa moriya
agale baras tu jaldi aa
ganpati bapaa moriya
agale baras tu jaldi aa
ayaae anyaae ki kuch pehchan rahe
mere dukh se tum kaise anjan rahe
mere man mandir me tum bhagwan rahe
mere dukh se tum kaise anjan rahe
ganpati bapaa moriya
agale baras tu jaldi aa
ganpati bapaa moriya
agale baras tu jaldi aa
ho ho aushuwn ka katra
sagar se bhi ghera
isme dub na jau mai
tumhari jay jay gaau mai
varna ab jab tum aaoge
tum mujhko na paoge
tumko kitna dukh hoga
ganpati bapaa moriya
agale baras tu jaldi aa
ganpati bapaa moriya
agale baras tu jaldi aa
apni jan ke badle
mai apni jan arpn karta hun
aakhri darshan karta hun
ab me vishrjan karta hun