haan main diwana hun chahu to machal sakta hun
khilvate husn kanun badal sakta hun
haar to haar hai angaaron pe chal sakta hun
mere mahbub mere dost nahi ye bhi nahi
meri bepaak tabiyat ka agaja hai kuch aur
meri bepaak tabiyat ka agaja hai kuch aur
isi raftar se duniya ko gujar jane dun
dil mein ghut ghut kar tamannao ko mar jane dun
teri zulfon ko saredosh bikhar jane dun
mere mahbub mere dost nahi ye bhi nahi
mere mahbub mere dost nahi ye bhi nahi
meri bepaak tabiyat ka agaja hai kuch aur
meri bepaak tabiyat ka agaja hai kuch aur
ek din chhin lun main hajamte baatil ka junun
tod dun tod dun main sokte duniya ka fujul
aur bah jaye yahi ? ka khun
gairate ishq ko manjur tamasha yahi
gairate ishq ko manjur tamasha yahi
meri fitrat ka mere dost takaza hai yahi
meri fitrat ka mere dost takaza hai yahi