mukaddar bhi badi shey hai
kise kya kya bana daala
kisi ko utha daala kisi ko yu gira daala
mere najdeek jo aaye, mere najdeek jo aaye
iraada hi badal jaaye
mere saanso ki garmi se
mere saanso ki garmi se patthar bhi pighal jaaye
mere najdeek jo aaye, mere najdeek jo aaye
iraada hi badal jaaye
naa aise dekh tu mujhko haqikat jaan le pahle
mere najdeek naa aa tu mujhe pahchaan le pahle
hansi me hi kahi baabu
hansi me hi kahi baabu aasu naa nikal jaaye
mere najdeek jo aaye, mere najdeek jo aaye
iraada hi badal jaaye
bujhe yu phool gulshan ke rahi naa baag me khushbu
kaha mahlo ki khwaahish thi mile hai paavo me ghunghru
mere jajbaat jo samjhe
mere jajbaat jo samjhe kahin dum naa nikal jaaye
mere najdeek jo aaye, mere najdeek jo aaye
iraada hi badal jaaye
talaashe raahe manjil hu koi dikhala nahi sakta
sabhi apne hai lekin koi bhi apna nahi sakta
naa rakh tu haath seene par
naa rakh tu haath seene par kahin haath naa jal jaaye
mere najdeek jo aaye, mere najdeek jo aaye
iraada hi badal jaaye