mere paanv me ha ha
paanv me mehandi lagi hai
inke paanv me mehandi lagi hai
unse kahdo ke thahre jara
doli chadhne me der lagegi
doli chadhne me der lagegi
unse kahdo ke thahre jara
o dulha dulhan se milne ko tadpe
dulha dulhan se milne ko tadpe
unse kahdo ke jaldi hai jara
aaj hi to murado wali raat hai
aaj hi to murado wali raat hai
unse kahdo ke jaldi hai jara
mere paanv me mehandi lagi hai
unse kahdo ke thahre jara
abhi malan gayi hai chaman me
chun ke layegi juhi ki kaliya
chun ke layegi juhi ki kaliya
apni najuk ungliyo se phir
gajra guthengi meri ye sakhiya
gajra guthengi hum sari sakhiya
gajra banne me der lagegi
gajra banne me der lagegi
unse kahdo ke thahre jara
haye dulha dulhan se milne ko tadpe
unse kahdo ke jaldi hai jara
mere paanv me mehandi lagi hai
unse kahdo ke thahre jara
abhi deepak jalaya hai humne
kajal banne me der lagegi
kajal banne me der lagegi
abhi jewar bhi pahne nahi hai
mujhko sajne me der lagegi
ha ha sajne me der lagegi
maine pajeb pahni nahi hai
haye pajeb pahni nahi hai
unse kahdo ke thahre jara
o dulha dulhan se milne ko tadpe
unse kahdo ke jaldi hai jara
o mere paanv me mehandi lagi hai
unse kahdo ke thahre jara
maa ke aansu nahi tham rahe hai
maa ke aansu nahi tham rahe hai
mujhe babul ko bhi hai samjhana
meri sakhiyo ki aankhe bhi nam hai
abhi unko gale hai lagana
doli rakhna dulhan ki sajake
doli rakhna dulhan ki sajake
ab aane me der nahi hai
kabse baithe hai aankhe bichhaye
kabse baithe hai aankhe bichhaye
ab suna hai ke wo aa rahe hai
chhod babul ka ghar aaj dekho
chhod babul ka ghar aaj dekho
apne sajan ke ghar ja rahe hai
chhod babul ka ghar aaj dekho
apne sajan ke ghar ja rahe hai
chhod babul ka ghar aaj dekho
apne sajan ke ghar ja rahe hai
chhod babul ka ghar aaj dekho
apne sajan ke ghar ja rahe hai
chhod babul ka ghar aaj dekho
apne sajan ke ghar ja rahe hai