Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Mere Paanv Me Bandho Sitare - मेरे पाँव में बांधों सितारें
mere panv me bandho sitare
mere panv me bandho sitare
main to banke chandniya nachungi
main to banke chandniya nachungi
mere panv me bandho sitare
mere panv me bandho sitare

jab se mili chanda se najariya
jab se mili chanda se najariya
bhul gayi main apni dagariya
ho ho ho ho
jab se mili chanda se najariya
bhul gayi main apni dagariya
aisi lagi mohe pi ki lagan
aisi lagi mohe pi ki lagan
ki main banke joganiya nachungi
mere panv me bandho sitare
mere panv me bandho sitare

aa pahle na thi ye chubhan mere man me
pahle na thi ye chubhan mere man me
ja uljhi main kis uljhan me
ho ho ho ho
pahle na thi ye chubhan mere man me
ja uljhi main kis uljhan me
tikte nahi kahin mere kadam
tikte nahi kahin mere kadam
ab to banke hiraniya nachungi
mere panv me bandho sitare
mere panv me bandho sitare
main to banke chandniya nachungi
main to banke chandniya nachungi
lyrics of song Mere Paanv Me Bandho Sitare
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Nai Zindagi (1969)
Prithviraj Kapoor, Kum Kum, Ratan Mala, Jeevan, JagirdarLata Mangeshkar, Usha Mangeshkar, Asha BhoslePrem DhawanChitraguptDada PathareNai Zindagi at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type