Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Mere Pyaase Man Ki Bahaar
4.71 - 17 votes
Leena Chandavarkar, Anil DhawanRomantic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Mere Pyaase Man Ki Bahaar - मेरे प्यासे मन की बहार
mere pyase man ki bahar kab se tha tumhara intzar
tum aaye to aaya karar ho mere pyar
mere pyase man ki bahar kab se tha tumhara intzar
tum aaye to aaya karar ho mere pyar

shama kitna pyara hai ha sanam ha sanam ha sanam
shama se bhi pyara hai kya sanam kya sanam kya sanam
tumhara phul sa ye chehra dilnashi
chhodo hum jo bhi hai tum bhi to kam nahi
mere pyase man ki bahar kab se tha tumhara intzar
tum aaye to aaya karar ho mere pyar

ye dil gungunata hai kya sanam kya sanam kya sanam
mere geet gata hai ha sanam ha sanam ha sanam
to chhodo ye ada gale to milne do
jaldi hai aisi kya ye din to dhalne do
mere pyase man ki bahar kab se tha tumhara intzar
tum aaye to aaya karar ho mere pyar

yuhi dur rahna hai na sanam na sanam na sanam
kahu jo bhi kahna hai ha sanam ha sanam ha sanam
teri baho me hai mere dono jaha
kahne ko hum hai do lekin hai ek ja
mere pyase man ki bahar kab se tha tumhara intzar
tum aaye to aaya karar ho mere pyar
lyrics of song Mere Pyaase Man Ki Bahaar
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Honeymoon (1973)
Leena Chandavarkar, Anil Dhawan, Nazima, Suresh Chatwal, Utpal Dutt, Mukri, Sunder, Shyama, Leela Mishra, Shammi, Ruby MayerAsha Bhosle, Kishore Kumar, Mohammed RafiYogesh GaudUsha KhannaHiren NagHoneymoon at IMDB      Honeymoon at WikipediaHoneymoon at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type