mera nanha sa dil raat ghabhra gaya
mera nanha sa dil raat ghabhra gaya
mere sapne mein, ho mere sapne mein
mere sapne mein amrish puri aa gaya
mere sapne mein amrish puri aa gaya
mera nanha sa dil raat ghabhra gaya
mera nanha sa dil raat ghabhra gaya
mere sapne mein, ho mere sapne mein
mere sapne mein amrish puri aa gaya
mere sapne mein amrish puri aa gaya
aa gayi hai jawaani ki mujh pe bahaar
roj soti hun main karke solah shringaar
maine aankhon mein kaajal lagaya tha ji
aur baalon mein ghazra sajaya tha ji
ye hari chudiya khan khanati huyi
so gayi main yun hi mushkurati huyi
maine dekha main ek baag mein hun khadi
aayi aawaz pichhe se o phuljhadi
main jo palti
main jo palti kaleza hi tharra gaya
main jo palti kaleza hi tharra gaya
mere sapne mein, mere sapne mein
o mere sapne mein amrish puri aa gaya
mere sapne mein amrish puri aa gaya
dekh kar meri haalat hasne laga
Itna darti hain kyun mujhse kehne laga
roop itna kaha par se laayi hai tu
mere dil mein jigar mein samayi hain tu
maan mera kaha aise karbaunga
sone chaandi se tujh ko tulbaunga
meri chunri pakd kar laga khinchne
main to dehsat ke maari lagi chikhne
Itna chikhii
Itna chikhii mogembo bhi ghabhra gaya
Itna chikhii mogembo bhi ghabhra gaya
mere sapne mein, mere sapne mein
mere sapne mein amrish puri aa gaya
mere sapne mein amrish puri aa gaya
main to deewani hun amir khan ki
woh jo maange to de dun abhi jaan bhi
haay re kaisa waaka sajhila hai woh
main rangili hun mera rangila hain wo
mujhe amrish puri se to lagta hai dar
badi zaalim hain paapi ki meli nazar
main to picture bhi uske nahi dekhti
uske baare mein kuch bhi nahi sochati
phir wafaa wo
phir wafaa wo khayalo pe kyun chha gaya
phir wafaa wo khayalo pe kyun chha gaya
mere sapne mein, o mere sapne mein
mere sapne mein amrish puri aa gaya
mere sapne mein amrish puri aa gaya
mera nanha sa dil raat ghabhra gaya
mera nanha sa dil raat ghabhra gaya
mere sapne mein, mere sapne mein
mere sapne mein amrish puri aa gaya
mere sapne mein amrish puri aa gaya