Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.24 - 252 votes
Friendship Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Mere Yaar Ki Yaari Dekh Ke - मेरे यार की यारी देख के
mere yar ki yari dekh ke ek surat pyari dekh ke
dil kahta hai dil kahta hai dil kahta hai
mohabbat ho gayi mere yar ki yari dekh ke
ek surat pyari dekh ke
dil kahta hai dil kahta hai dil kahta hai
mohabbat ho gayi mere yar ki yari dekh ke
ek surat pyari dekh ke
dil kahta hai dil kahta hai dil kahta hai
mohabbat ho gayi

ek sapna dekha karta tha tujhe baho me le jaunga
ek chalti firti agni se sine ki aag bujha lunga

mere yar ki surat kya kahna har bat mujhe to mar gayi
wo ishk ki bazi jeet gaya mai husn ki bazi har gayi

lyrics of song Mere Yaar Ki Yaari Dekh Ke
Comments on song "Mere Yaar Ki Yaari Dekh Ke"
TheDeepakp on Thursday, September 11, 2014
Film cast: Shashi Kapoor, Madhu, Sujit Kumar, Jayant, Durga Khote, Jagdish
Raaj, Mubarak, Jagdeep, Krishan Dhawan, Roopesh Kumar
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur, Mukesh
Lyricist: Indeevar, Hasrat Jaipuri
Music Director: Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director: Prayagraj
Film Producer: Jagdish, Satpal Verma
shrikantalaisnarayan on Saturday, November 20, 2010
suman kalyanpur and rafi sing..shankar jaikishen music .a great song.
more information needed about suman kalyanpur
Shalini Persaud Outram on Thursday, June 10, 2010
Thanks for the upload. Do you by chance have Main Tumse Pyar Karta Hoon
from the same movie?
Rubz on Tuesday, March 16, 2010
Rajiv, yeh tumhain saira bano nazar aa rahi hai??? she is Madhoo. correct
it plz.
Aditya Pant on Tuesday, March 16, 2010
The female singer is not Lata. It's Suman Kalyanpur
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Insaaniyat (1974)
Shashi Kapoor, Sujit Kumar, Jayant, Durga Khote, Jagdish Raaj, Mubarak, Jagdeep, Krishan Dhawan, Roopesh KumarAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur, MukeshIndeevar, Hasrat JaipuriShankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai PankalPrayagrajJagdish, Satpal VermaInsaaniyat at IMDB      Insaaniyat at WikipediaInsaaniyat at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type