teri aadato me hi uljhi main rahu
tu karib na ho to khud se hi dur rahu
pura hona namumkin hai tere bina lamha mera
thahar tu ab jara khona mujhe hai tujh me hi sada
meri hasarato me hajar bar
mera jikar na ho to kya ho
mere jism ki tu hi ruh hai ise jine ka bahana do
koshisho ki koi had na ho
fir ek hansi ki talash me
aankh nam hone na de meri jane ya anjane me
fir mila mujhe to jaise hontho ko
naye lafjo ki sohabat mili
kho jau main is tarah teri baho me
fir na bhala na fikar koi aur ho
khwaishe bhi ho tujh pe khatm meri
meri hasarto me hajar bar
tera jikar na ho to kya ho
mere jism ki tu hi ruh hai ise jine ka bahana do