jab maine dekhi duniya tune gale se lagaaya tha
jab maine dekhi duniya tune gale se lagaaya tha
rahat milti thi, sukun milta tha
maa jab tune gale se lagaya tha
meri maa, meri maa dur naa ja meri maa
meri maa, meri maa dur naa ja meri maa, meri maa
bachcha tha tab me kehta tha
ke maa tu mere khwabo ki pari hai
tu sath ho to lagta hai ke
zindagi me jo bhi hai sahi hai
mujhe chhod na meri maa tujh me mera jahan
meri maa, meri maa dur naa ja meri maa
meri maa, meri maa dur naa ja meri maa, meri maa
sans chalti hai ye teri den hai
mujhe chot lagati thi tu hoti thi bechian
teri jagah koi bhi nahi le sakta maa
jeene ki wajah hai tu, main chamkata taara
taara hu, main teri aankho ka chamkata hi rahunga
meri maa, meri maa dur naa ja meri maa
meri maa, meri maa dur naa ja meri maa, maa ho