Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Qawwalis
Video of this song from youtube
Lyrics of Meri Tauba Karo Kabul - मेरी तौबा करो कबुल
meri tauba meri tauba meri tauba tauba
meri tauba meri tauba meri tauba tauba
tu mauf karega mere saare gunah meri tauba
tu mauf karega mere saare gunah meri tauba
tujhe maloom hai mujrim hu main
aur tu mera haakim jabhi to aaj meri aankh mein
ashko ki hai rimjhim

koi banda tere dar pe jo aanso rol deta hai
mere maula dar tauba tu uske khol deta hai
tu zaroor sunega mere dil ki sada meri tauba
tere dar pe main kyo nahi sawal karu
tu raheem bhi hai tu kareem bhi hai
main tabasm bhi hu main hakeer bhi hu
tu buland bhi hai tu azeem bhi hai
jo main jhel chukaa wo bohat hai sada meri tauba
gham kaa maara hu be-sahaara hu
hu bura ya bhala tumhara hu meri tauba
mere gunah zyaada hai ya teri rehmat

kareem tu hee bata de hisaab kar ke mujhe meri tauba
mujhe kar de mauf apne rasool-e-pak ke sadqe
khataaye bhakhs de meri shah-e-lok ke sadqa
duhaai hai tujhe aale payamber ki
riha kar de ghamo se kar bala ki khaak ke sadqa
kar bala ki khaak ke sadqa
andhero mein mujhe taabindagi de de mere maula
naya mujh ko sari zindagi de de mere maula
meri tauba
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Meri Tauba Karo Qabool (2003)
Rahat Fateh Ali Khan
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type