chaand dhal jaata hai taare toot jaate hai
tode bhi kabhi toote na pyar ki ladiya
waqt kat jata hai din gujar jaaaate hai
kaate nahi katati intejar ki ghadiya
jali jo samma aaye parwaane, mere saudaai mere deewane
jali jo samma aaye parwaane, mere saudaai mere deewane
o o manjur kar le, aa manjur kar le tu dil ka salaam
meri to har shaam hai tere naam
meri to har shaam hai tere naam
jali jo samma aaye parwaane, mere saudaai mere deewane
o o manjur kar le tu dil ka salaam
meri to har shaam hai tere naam
meri to har shaam hai tere naam
chhanke ghunghru boli paayal, ho na jaye koi ghayal
ho chhanke ghunghru boli paayal, ho na jaye koi ghayal
khanke chudi mahke gajara, dil chura na le ye kajra
log kahte hai jisko jawaani hai, ek anmol naajuk kahaani hai
log kahte hai jisko jawaani hai, ek anmol naajuk kahaani hai
koi kaise chukaye bhala iske daam
meri to har shaam hai tere naam
meri to har shaam hai tere naam
meri jaane tamanna ye jaane na tu
meri jaane tamanna ye jaane na tu
aa bata du tujhe mai kya meri aarju
banke ghungharu mai paayal me bajta rahu
banke gajra mai jude me sajta rahu
aag dil ki bujhane kaha aate hum
teri mahfil na hoti to mar jaate hum
dekh jaane jigar pher yu na najar
na jamaane se dar pyar mujhse tu kar
dilruba meri mai hu deewana tera
tujhe paane ko betaab hai dil mera
teri baaho me aake milega aaram
meri to har shaam hai tere naam
meri to har shaam hai tere naam
jali jo samma aaye parwaane, tere saudaai tere deewane
o o manjur kar le tu dil ka salaam
meri to har shaam hai tere naam
meri to har shaam hai tere naam
meri to har shaam hai tere naam
meri to har shaam hai tere naam
Soo nic afzal u a e