milan ki raat hain hain 
us pal bhi jagar jalta hain 
ye kya kayamat hain  ki 
barbaat ye ghar jalta hain 
bahiya pakad mat chhod more saiyan 
bahiya pakad mat chhod more saiyan 
log kahenge harjaai harjaai
bahiya pakad mat chhod more saiyan 
log kahenge harjaai harjaai
bahiya pakad mat chhod more saiyan 
mukh se na bolu par naina ye bole 
mukh se na bolu par naina ye bole
baat jiya ki hay bairi ye khole 
baat jiya ki hay bairi ye khole 
maine to bahut chhipai, chhipai harjaai 
bahiya pakad mat chhod more saiyan 
bahiya pakad mat chhod more saiyan 
log kahenge harjaai harjaai
bahiya pakad mat chhod more saiyan 
ho gayi main to teri kuchh bhi na sujhe 
ho gayi main to teri kuchh bhi na sujhe
chanda bhi puchhe mohe tare bhi puchhe 
chanda bhi puchhe mohe tare bhi puchhe 
main to bahut sharmaai, sharmaai harjaai 
bahiya pakad mat chhod more saiyan 
bahiya pakad mat chhod more saiyan 
log kahenge harjaai harjaai
bahiya pakad mat chhod more saiyan 
aadhi aadhi raat piya uth uth jaagun 
aadhi aadhi raat piya uth uth jaagun 
jaane kya baat piya man nahi kaarun 
jaane kya baat piya man nahi kaarun 
maine to sudh bisraai, bisraai harjaai 
bahiya pakad mat chhod more saiyan 
bahiya pakad mat chhod more saiyan
log kahenge harjaai harjaai
bahiya pakad mat chhod more saiyan 
bahiya pakad mat chhod more saiyan
