milte milate rahiye
yu aate jaate rahiye
milte milate rahiye
yu aate jaate rahiye
palko mein rakhiye aansu
palko mein rakhiye aansu
hanste hansate rahiye
hanste hansate rahiye
milte milate rahiye
yu aate jaate rahiye
sidhi si baat tumko
sidhe se keh rahi hu
aankhon ki raah lekar
dil mein samate rahiye
kisne kaha ye tumse
rote rulate rahiye
viraniya ho phir bhi
sajte sajate rahiye
viraniya ho phir bhi
sajte sajate rahiye
palko mein rakhiye aansu
palko mein rakhiye aansu
hanste hansate rahiye
milte milate rahiye
yu aate jaate rahiye
meri ghazal ke saare
ashiyaar hai tumhare
main chahati hu inko
bas gungunate rahiye
ye ishq ka safar hain
mante manate rahiye
har saans ek ghazal hain
sunate sunaate rahiye
har saans ek ghazal hain
sunate sunaate rahiye
palko mein rakhiye aansu
palko mein rakhiye aansu
hanste hansate rahiye
milte milate rahiye
yu aate jaate rahiye
kyaa chand aur sitaare
bujhne lage hain sare
paana hain agar ujala
jalte jalate rahiye
mausam khiza ka hai
par gulshan saja kar rahiye
haasil kya hoga roke
bas muskurate rahiye
haasil kya hoga roke
bas muskurate rahiye
palko mein rakhiye aansu
palko mein rakhiye aansu
hanste hansate rahiye
milte milate rahiye
yu aate jaate rahiye
milte milate rahiye
yu aate jaate rahiye
yu aate jaate rahiye
yu aate jaate rahiye
very nice