lut na jaaye o
lut na jaaye, bachi hui ye punji mujh kangaal ki
lav kush ki saugandh ram more
raksha kar mere laal ki
raksha kar mere laal ki
shri raam jay jay raam
shri raam jay jay raam
shri raam jay jay raam
shri raam jay jay raam
aisa koi sukh na parbhu jo
tene mohe na deena
jaai lai maine kaahu din tohe
aage sang na jeena
jag ke swaami tere jag ne
mero swaami chhino
to bhi main himmat na haari
ye dukh bhi seh liyo
to bhi main himmat na haari
ye dukh bhi seh liyo
prabhu aai, prabhu aai tere dwaar
kali jab tut chali mere daal ki
lav kush ki saugandh ram more
raksha kar mere laal ki
raksha kar mere laal ki
shri raam jay jay raam
shri raam jay jay raam
shri raam jay jay raam
shri raam jay jay raam
apne dono laal piya bin
main bahut sambhaale
seeta mata ne jo lav kush paale bina tihaare
meri ber aber kare kyu duniya ke rakhwaale
raam aur thaanvare sun le, dukhiya tohe pukaare
raam aur thaanvare sun le, dukhiya tohe pukaare
deen dyaala chhin jaaye na
padvi deen dayal ki
lut na jaaye, bachi hui ye punji mujh kangaal ki
lav kush ki saugandh ram more
raksha kar mere laal ki
raksha kar mere laal ki
raam he raam
shri raam jay raam, jay jay raam
shri raam jay raam, jay jay raam
shri raam jay jay raam, shri raam jay jay raam
shri raam jay jay raam