Lyrics of Pine Vaalon Ko Pine Kaa Bahaanaa Chaahiye - पीने वालों को पीने का बहाना चाहिए
pine vaalo ko pine ka bahaana chaahiye
are pine vaalo ko pine kaa bahaana chaahiye
devdaas mitva gaao, chandramukhi ke paas aao
devdaas mitva gaao, chandramukhi ke paas aao
chandramukhi ho ya paaro koyi farq nahi hai yaro
chandramukhi ho ya paaro koyi farq nahi hai yaro
yaro ko to jine ka bahaana chaahiye
pine vaalo ko pine ka bahaana chaahiye
are pine vaalo ko pine kaa bahaana chaahiye
do hafte hamne is gam me pi ki bichda hai dildar mera
are bichda hai dildar mera
do hafte huye khushi me pi ki mujhko mila pyar tera
o paaro mujhko mila pyar tera
pina lekin kam khushi ho ya gam
are pina lekin kam khushi ho ya gam
khub piyenge ham tharra ho ya rum
khub piyenge ham tharra ho ya rum
are pine ka maza kuchh to aana chaahiye
pine vaalo ko pine ka bahaana chaahiye
are pine vaalo ko pine kaa bahaana chaahiye
tujhko kasam pyar ki aise na mujhko saza de
are aise na mujhko saza de
khali hai botal to kya mujhko aankho se thodi pila de
mujhko aankho se thodi pila de
aankho se tu pi aur aise hi tu ji
mere aankho se tu pi aur aise hi tu ji
aise hi ji lunga lekin mai piyunga kynki
are pine ka maza kuchh to aana chaahiye
pine vaalo ko pine ka bahaana chaahiye
are pine vaalo ko pine kaa bahaana chaahiye

Her performance is simply astonishing, and her portrayal of one of Hindi cinema's most iconic film characters - Chandramukhi of "Devdas" - par excellence!! When juxtaposed with the original Chandramukhi - whether one chooses the classic first-time depiction of 1928 or that of Vyjayanthimala - not only does she hold her own, but she also incorporates a special touch to a performance that is already amazing in itself. When Hema enters the stage, all eyes are locked on her!! Such a powerful artist!