mizaaj raat ka fauran mahak utha hoga
mizaaj raat ka fauran mahak utha hoga
jo usne chand ko chupke se kuch kaha hoga
mizaaj raat ka fauran mahak utha hoga
mizaaj raat ka fauran mahak utha hoga
ye mere shyar bhi bahte hai ab shaaro se
ye mere shyar bhi bahte hai ab shaaro se
ye mere shyar bhi bahte hai ab shaaro se
wo mere labjo me chhup chhup ke bah raha hoga
wo mere labjo me chhup chhup ke bah raha hoga
jo usne chand ko chupke se kuch kaha hoga
mizaaj raat ka fauran mahak utha hoga
mizaaj raat ka fauran mahak utha hoga
wo jisko dekhna mere liye ibadat hai
wo jisko dekhna mere liye ibadat hai
wo jisko dekhna mere liye ibadat hai
wo ek chehra mera haasil-e-dua hoga
wo ek chehra mera haasil-e-dua hoga
jo usne chand ko chupke se kuch kaha hoga
mizaaj raat ka fauran mahak utha hoga
mizaaj raat ka fauran mahak utha hoga
ye tapti dhup bhi lagti hai naram chhanv si
ye tapti dhup bhi lagti hai naram chhanv si
ye tapti dhup bhi lagti hai naram chhanv si
wo ek nigah se mausam badal gaya hoga
wo ek nigah se mausam badal gaya hoga
jo usne chand ko chupke se kuch kaha hoga
mizaaj raat ka fauran mahak utha hoga
mizaaj raat ka fauran mahak utha hoga
mere vajud ka har jarra hi mukkdas hai
mere vajud ka har jarra hi mukkdas hai
mere vajud ka har jarra hi mukkdas hai
vo ek baar mujhe chhu ke chal diya hoga
vo ek baar mujhe chhu ke chal diya hoga
jo usne chaand ko chupke se kuch kaha hoga
mizaaz raat ka fauran mehak utha hoga
mizaaz raat ka fauran mehak utha hoga
mizaaz raat ka fauran mehak utha hoga
--शिशिर परखी इक और नई नाज़ुक मुहब्बत क़े एहसास से सराबोर ग़ज़ल ,जिसे अजय
पाण्डेय ने क्या खूब लिखा है