jisane tode waade, jisane toda dil
jisane tode waade, jisane toda dil
jina mushkil ho gaya, de di itani mushkil
us bewafa se ab har rishta tod denge hum
mohabbat chhod denge hum
mohabbat chhod denge hum
mohabbat chhod denge hum
mohabbat chhod denge hum
jisane tode waade, jisane toda dil
mar jaayenge par ab usaka naam nahi lenge
jisne li hai jaan use iljaam nahi denge
mar jaayenge par ab usaka naam nahi lenge
jisne li hai jaan use iljaam nahi denge
dil ki baaton me aakar ye dhokhe khaaye hain
abb apane dil se ham koi kaam nahi lenge
tanhaiyon se bas ab rishta jod lenge hum
mohabbat chhod denge hum
mohabbat chhod denge hum
mohabbat chhod denge hum
mohabbat chhod denge hum
tute dil ke tukado se khud ko behlaayenge
waqt mila hai thoda jakhm ko failaayenge
tute dil ke tukado se khud ko behlaayenge
waqt mila hai thoda jakhm ko failaayenge
raat aur din royenge thoda, dard to kam hoga
na nikale is dard se to paagal kehlaayenge
us bewafa se ab apna muh mod lenge hum
mohabbat chhod denge hum
mohabbat chhod denge hum
mohabbat chhod denge hum
mohabbat chhod denge hum
jisane tode waade, jisane toda dil
jisane tode waade, jisane toda dil
jina mushkil ho gaya, de di itani mushkil
us bewafa se ab har rishta tod denge hum
mohabbat chhod denge hum
mohabbat chhod denge hum
mohabbat chhod denge hum
mohabbat chhod denge hum
Jisko chaho duniya main sabse jyada
woh kyon nahi haasil hota
Mohabbat ka dard yeh kaisa hota hai
ki jeena bhi muskil hota hai
Aansoo hi behate rehte hai aankhon se
aur muskurana namumkin hota hai
Mujhe nahi pata
Yeh to rabb ko hi hai pata!