Lyrics of Mohabbat Me Kabhi Aisi Bhi Halat Payi Jati Hai - मोहब्बत में कभी ऐसी भी हालत पाई जाती है
mohabbat me kabhi aisi bhi halat payi jati hai
ke hoti kya hai surat or kya dikhlai jati hai
mohabat me kabhi aisi bhi halat payi jati hai
ke hoti kya hai surat or kya dikhlai jati hai
chahe koi banduk dikhlaye chahe koi talwar
karenge hum to kisi se pyar
karenge hum to kisi se pyar
chahe koi banduk dikhlaye chahe koi talwar
karenge hum to kisi se pyar
karenge hum to kisi se pyar
ek din majnu laila ke ghar aaya apna bhesh badal kar
hone na payi pyar ki bate kismat ne dala ek chakkar
aa gaya uska baap muchandar mota taja mast kalandar
aa gaya uska baap muchandar mota taja mast kalandar
par majnu bhi tha dilwala bola ye lalkar karenge
haye haye karenge haye haye
karenge hum to kisi se pyar
karenge hum to kisi se pyar
chahe koi banduk dikhlaye chahe koi talwar
karenge hum to kisi se pyar
karenge hum to kisi se pyar
janne wale jan rahe hai raaz hai kya pahchan rahe hai
dunia na mane pyar ko lekin
manne wale maan rahe hai
hote rahe aankho me ishare
gair bhala kya samjhe bechare
hote rahe aankho me ishare
gair bhala kya samjhe bechare
aaj nahi to kal honge ham inke rishtedar
karenge haye haye karenge haye haye
karenge hum to kisi se pyar
karenge hum to kisi se pyar
chahe koi banduk dikhlaye chahe koi talwar
karenge hum to kisi se pyar
karenge hum to kisi se pyar
chahe koi banduk dikhlaye chahe koi talwar
karenge hum to kisi se pyar
karenge hum to kisi se pyar
Never knew this song existed... The first line of this song is taken
directly from D. N. Madhok, sung by Saigal in PARWANA (1947).