Video of this song from youtube
Lyrics of Mohabbat Mein Aise Zamane Bhai Aaye - मुहब्बत में ऐसे ज़माने भी आये
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye

muhabbat ki aankho se ashko ko chunkar
muhabbat ki aankho se ashko ko chunkar
kisi ne falak pe sitaare sajaaye
kisi ne falak pe sitaare sajaaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye

banaaya tha ik aashiya do dilo ne
banaaya tha ik aashiya do dilo ne
jamaane ki aandhi ne tinke udaaye
jamaane ki aandhi ne tinke udaaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye

muhabbat jo ki hai toh fariyad na kar
fariyad na kar
muhabbat jo ki hai toh fariyad na kar
fariyad na kar
muhabbat pe iljaam aane naa paaye
muhabbat pe iljaam aane naa paaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
muhabbat me aise jamaane bhi aaye
kabhi ro diye ham kabhi muskuraaye
lyrics of song Mohabbat Mein Aise Zamane Bhai Aaye
Comments on song "Mohabbat Mein Aise Zamane Bhai Aaye"
Amarjit Madan on Wednesday, December 24, 2014
C R : heart touching nostallgic tune refreshes. Almost all of the music
directors in those days worked hard so that the people would enjoy
music .When we enjoy a tune we do respect the creater who lives after
death .cannot be forgotten.
raqib56 on Friday, April 10, 2009
C Ramachandra, ke kia kehnay aisi aisi
dhunein bana dali, har dhun amar ho gaie. Dil mein sidha utarti hein. chahay
dard ho ya khoshi !! Gifted fellow !!
Manu Dhokai on Friday, December 17, 2010
1951 was a banner year for such beautiful songs. Indeed, many thanks for
sharing.
tk yaheya on Saturday, September 04, 2010
Beatiful song with a nice tune backed by haunting and melodious music!
rumahale on Saturday, January 31, 2009
Nice one from Lata and C Ramachandra combination.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Sagai (1951)
Premnath, Gope, Rehana, Iftekhar, Poornima, Sunder, Yakub, Vijayalaxmi, Hiralal, CuckooAmirbai Karnataki, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shamshad Begum, Talat MahmoodRajendra KrishanC RamachandraH S RawalSagai at IMDB      Sagai at YouTube     |    Sagai at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type