mrigtrishna mrigtrishna mrigtrishna mrigtrishna
mrigtrishna mrigtrishna mrigtrishna mrigtrishna
mrigtrishna
jivan me sukh pane ki to
sabko hai tarishna
kaam ki trishna, daam ki traishna
naam ki hai trishna
jivan me sukh pane ki to
sabko hai tarishna
kaam ki trishna, daam ki traishna
naam ki hai trishna
anokhi pyas hai ye trishna
mano ki aas hai ye trishna
madhur vishwas hai ye trishna
bandhi hai saans me ye trishna
mrigtrishna mrigtrishna mrigtrishna mrigtrishna
kaali kaali raat ko
prabhat ki hai trishna
aaye jo prabhat
usko saanjh ki hai trishna
aaye jo prabhat
usko saanjh ki hai trishna
saanjh ki laali ko phir
raat ki hai trishna
mrig jaise dhundhe jivan bhar
kya hai ye trishna
anokhi pyas hai ye trishna
mano ki aas hai ye trishna
madhur vishwas hai ye trishna
bandhi hai saans me ye trishna
mrigtrishna mrigtrishna mrigtrishna mrigtrishna
bhanwaro me phulo ki trishna
se pagalpan chhaya
lakh bujhayi pyas magar
na chain kabhi hai paya
lakh bujhayi pyas magar
na chain kabhi hai paya
bhanwar ke jaise ghume phir bhi
mite na ye trishna
sara jag bhula hai
kiski sach me hai trishna
anokhi pyas hai ye trishna
mano ki aas hai ye trishna
madhur vishwas hai ye trishna
bandhi hai saans me ye trishna
mrigtrishna mrigtrishna mrigtrishna mrigtrishna