Video of this song from youtube
Lyrics of Mud Kar Bhi Na Dekh, Udhar Chali Jaa Jaanaki - मुड़ कर भी न देख, उधर चली जा जानकी
mud kar bhi na dekh suhagan mahalo ki ye shaan
is duniya me ab tera bas pati hi hai bhagwan

udhar chali ja janki jidhar chale tere ram
chhod na apna rasta le himmat se kaam
janki le himmat se kaam
udhar chali ja janki jidhar chale tere ram
chhod na apna rasta le himmat se kaam
janki le himmat se kaam

bharat ki santan hai tu sawitri ka rup
bharat ki santan hai tu sawitri ka rup
sita ban kar sahti jana ban ban ki tu dhup
hanste hanste ladti ja tu jiwan ka sangram
chhod na apna rasta le himmat se kaam
janaki le himmat se kaam

pativrata tere tej ke aage suraj bhi sharmaye
pativrata tere tej ke aage suraj bhi sharmaye
tere ek ishare se ye badal jal barsaye
tere ek ishare se ye badal jal barsaye
tere jaisi satiyo se hi bharat ka hai naam
chhod na apna rasta le himmat se kaam
janaki le himmat se kaam

pati kahe to phul chhod kar kante gale laga le
pati kahe to phul chhod kar kante gale laga le
pritam ke charno me apna tu sansar basa le
pritam ke charno me apna tu sansar basa le
kutiya me bhi tujhe milega mahalo ka aram
chhod na apna rasta le himmat se kaam
janaki le himmat se kaam
udhar chali ja janaki jidhar chale tere ram
chhod na apna rasta le himmat se kaam
janki le himmat se kaam
lyrics of song Mud Kar Bhi Na Dekh, Udhar Chali Jaa Jaanaki
Comments on song "Mud Kar Bhi Na Dekh, Udhar Chali Jaa Jaanaki"
Bhavesh Desai on Tuesday, May 14, 2013
Devta {1956}: Gemini / Sivaji Ganeshan, Anjali Devi, Vyjanthimala, Bipin Gupta, Agha, Roopkumar, Kumari Kamla, Krishna Kumari, Indira, Kamal Krishna, K.Ramaswami, Daisy Irani; Lyricist: Rajendra Krishen; Music Director: C.Ramchandra; Playback Singers: Talat Mahmood, Lata Mangeshkar, Asha Bhosale, Manna Dey
Bhavesh Desai on Tuesday, May 14, 2013
Devta {1956}: Mud Kar Bhi Na Dekh, Udhar Chali Jaa Janaki; MANNA DEY
singing in background with Anjali Devi & Gemini Ganeshan in the scene! As
Ganeshan has a curse for his disfigurement because of distrust with Nag
Rani (Vyjanthimala) he can only get his original appearance back if he
marries someone & his son lights a Nag Jyoti (Lamp) in Nag Mahal within 5
yrs of the curse. As he reaches the palace Bipin Gupta; Anjali Devi's
father disapprove their marriage they abandon the palace for forest!
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Devta (1956)
Gemini Ganeshan, Kamla, Anjali Devi, Agha, Daisy Irani, IndiraTalat Mahmood, Asha Bhosle, Lata MangeshkarRajindra KrishanChitalkar RamchandraPattannaDevta at IMDB      Devta at WikipediaDevta at YouTube     |    Devta at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type