mudke na aayenge wo
mudke na aayenge wo, hume aitbaar hai
pagal hai dil, jise abhi intzaar hai
pagal hai dil, jise abhi intzaar hai
mudke na aayenge wo, hume aitbaar hai
pagal hai dil, jise abhi intzaar hai
pagal hai dil, jise abhi intzaar hai
rahte the dhadkano me kabhi, jaan ki tarah ho
rahte the dhadkano me kabhi, jaan ki tarah ho
wo aaj dekhte hain kyun
wo aaj dekhte hain kyun, anjaan ki tarah
rishte ye kis tarah ke hain, ye kaisa pyar hai
pagal hai dil, jise abhi intzaar hai
pagal hai dil, jise abhi intzaar hai
din to bahaar ke the magar, aa gayi khiza
din to bahaar ke the magar, aa gayi khiza
aake giri humare
aake giri humare, nasheman pe bijaliya
daaman mohabbato ka, hua taar taar hai
daaman mohabbato ka, hua taar taar hai
pagal hai dil, jise abhi intzaar hai
pagal hai dil, jise abhi intzaar hai
mudke na aayenge wo, hume aitbaar hai
pagal hai dil, jise abhi intzaar hai