Video of this song from youtube
Lyrics of Mujhe Kabhi Kabhi Sapna Yeh Aaye, Ke Shyam Meri Galiyo Me Bansuri Bajaaye - मुझे कभी कभी सपना ये आए, के श्याम मेरी गलियों में बांसुरी बजाये
o mujhe kabhi kabhi
mujhe kabhi kabhi sapna ye aaye
ke shyam mere galiyon me bansuri bajaye
mujhe kabhi kabhi sapna ye aaye
ke shyam mere galiyon me bansuri bajaye

sudh budh bhul ke main jaau daudi daudi
ankhiyan bawari main kholu thodi thodi
sudh budh bhul ke main jaau daudi daudi
ankhiyan bawari main kholu thodi thodi
ankhiyan khole khole dekhe suni gali
phir bhi kanha najar nahi aaye
mujhe kabhi kabhi
mujhe kabhi kabhi sapna ye aaye
ke shyam mere galiyon me bansuri bajaye

chad gaya hath mere jis din chhaliyan
dekhna chhin lungi uski muraliyan
lakh araj kare naina neer bhare
chahe kaise bahane wo banaaye
mujhe kabhi kabhi
mujhe kabhi kabhi sapna ye aaye
ke shyam mere galiyon me bansuri bajaye

palko ki dor me piroyi maine kaliya
jane manaye kahan shyam rang raliya
palko ki dor me piroyi maine kaliya
jane manaye kahan shyam rang raliya
mere mohan ka pata la de koi jara
pyar ki mala na kamla jaye
mujhe kabhi kabhi
mujhe kabhi kabhi sapna ye aaye
ke shyam mere galiyon me bansuri bajaye
mujhe kabhi kabhi sapna ye aaye
ke shyam mere galiyon me bansuri bajaye
lyrics of song Mujhe Kabhi Kabhi Sapna Yeh Aaye, Ke Shyam Meri Galiyo Me Bansuri Bajaaye
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Mera Qasoor Kya Hai (1964)
Dharmendra, Nanda, Shashikala, Om Parkesh, Bibbo, Raj Mehra, Randhir Kapoor, Mohan Choti, BablooLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur, Mahendra KapoorRajindra KrishanChitraguptaKrishna PanjuMera Qasoor Kya Hai at IMDB      Mera Qasoor Kya Hai at WikipediaMera Qasoor Kya Hai at YouTube     |    Mera Qasoor Kya Hai at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type