prem samander man ke ander
prem samander man ke ander o mere saajan
mujhe le chal mandir, mujhe le chal mandir
mujhe le chal mandir tu mujhe le chal mandir
jab man se man ka ho sangam
to mandir kyo jana, ye reet purani
jab man se man ka ho sangam
to mandir kyo jana, ye preet purani
prem samander man ke ander
prem samander man ke ander o mere saajan
mujhe le chal mandir, mujhe le chal mandir
mujhe le chal mandir tu mujhe le chal mandir
kaisi ye teri baraat sajna
na ghodi hai koi bhi sang na
kaisi ye teri baraat sajna
na ghodi hai koi bhi sang na
kya karne hai ghode hathi
tu meri hai main tera sathi
chal chhod bahana tu kaise diwana
chal chhod bahana tu kaise diwana
sun diwane sun
mujhe le chal mandir, mujhe le chal mandir
mujhe le chal mandir tu mujhe le chal mandir
raahe wafa pe chhod na jana
dil mera tu tod na jana
raahe wafa pe chhod na jana
dil mera tu tod na jana
ek man hai ek pran humare
janam janam se hum to tumhare
chal kha le kasme aa jod le bandhan
chal kha le kasme jod le bandhan
o lutere sun
mujhe le chal mandir, mujhe le chal mandir
mujhe le chal mandir tu mujhe le chal mandir
prem samander man ke ander
prem samander man ke ander o mere saajan
mujhe le chal mandir, mujhe le chal mandir
mujhe le chal mandir tu mujhe le chal mandir
chal mandir
It is not Alka Yagnik's voice, It is Anupama Deshpande's. But in CDs, the
song is in Alka's voice. (Alka sings it better than Anupama) :)