mujhe na chup rehna hai
mujhe bhi kuch kahna hai
bolo na bolo bolo na
pahle tum nahi nahi tum
aaha nahi tum nahi nahi tum
aksar isi umar mein log jo kahte hai
wo mujhko kahna hai
mujhe na chup rehna hai
mujhe bhi kuch kahna hai
bolo na bolo bolo na
pahle tum nahi nahi tum
aaha nahi tum nahi nahi tum
aksar isi umar mein log jo kahte hai
wo mujhko kahna hai
koi dard hai nasha hai
bata do mujhe ye kya hai
koi dard hai nasha hai
bata do mujhe ye kya hai
mohabbat mein kuch kar gujarne ke din
yahi hai sanam pyaar karne ke din
mohabbat mein kuch kar gujarne ke din
yahi hai sanam pyaar karne ke din
tere labo pe likhu main betaabiyon ki kahani
koi dard hai nasha hai
bata do mujhe ye kya hai
mujhe na aanhe bharna hai
ke had se gujarna hai
chalo na chalo chalo na
pahle tum nahi nahi tum
aaha nahi tum nahi nahi tum
aksar is safar mein log jahan chalte hai
waha mujhko chalna hai
laga hai ye saal kaisa
na tha mera haal aisa
laga hai ye saal kaisa
na tha mera haal aisa
are baato se dil mera bharta nahi
ab waqt tanha gujarta nahi
baato se dil mera bharta nahi
ab waqt tanha gujarta nahi
aagosh mein meri aaja
bechain hai meri baahein
laga hai ye saal kaisa
na tha mera haal aisa
mujhe to kuch karna hai
mujhe bhi kuch karna hai
karo na karo karo na
pahle tum nahi nahi tum
aaha nahi tum nahi nahi tum
aksar is dagar me log jo karte hai
wo mujhko karna hai