iltija kaise tumhe ab is dil ki mai sunau
tumse kyu izhare dil tumse mai baya karte karte rah jau
us ankhai ne bhi kaha tha
mujhe tumse milke ye kahan hai mujhe tumse

chaha tumhe hai khud se bhi zyada aaj tumhe hai batana
dil me yu aana aake na jana
pyar sada hi tum nibhana
pyar ki ye roshni bas mujhpe tum ab lutaao
aayine ki tarah ake tum aks me tham jao
us ankahi ne bhi kaha tha
mujhe tumse milke ye kahan hai mujhe tumse
mujhe tumse milke ye kahan hai mujhe tumse
chehra tumhara yu jhil milaya dil ye mera muskuraya
ankho ne ye jab se khwab sajaya
kuch bhi nazar fir na aaya
inteha ab ho gayi is dil ko to ashiyana
mumtazar kab se hu ye kasak meri janejana