hujur aap naye hum naye ye raat nayi
to aaj mujre me ho jaye koi baat nayi
ye andhera hai maut ujale ki
aur andhere ki maut ujala hai
maut ke hath se na raat bachi
aur na din hi bachane wala
jisko bhi mara maut ne hi mara
jisko bhi mara maut ne hi mara
mujhe maut ne nahi
mujhe maut ne nahi
mujhe zindagi ne mara
zindagi ne mara
jisko bhi mara maut ne hi mara
jisko bhi mara maut ne hi mara
mujhe maut ne nahi aaaaaa
mujhe maut ne nahi
mujhe zindagi ne mara hohoho mara
maut ka mara to duniya se gujar jayega
zindagi ne jise mara vo kidhar jayega
maut ka mara to duniya se gujar jayega
zindagi ne jise mara vo kidhar jayega
sakh se tut gaya patta vo phir tut gaya
jis taraf aandhi ka rukh hoga udhar jayega
sikva fiza se na gulista se
kehna hi padta hai fir bhi juban se
ho jisko bhi mara maut ne hi mara
ho jisko bhi mara maut ne hi mara
mujhe maut ne nahi
ha maut ne nahi
ha ha maut ne nahi
mujhe zindagi ne mara ho mara
aooooooo
to chalo rang hi badal dhale
aish mai kisliye khalal dhale
sojh ka saaj banaya jaye
ek naya raag sunaya jaye
pyas aankho ki bhujaye jaye
meharbano ko dua di jaye
chahene walo ki duniya
yu hi aabad rahe
aarzoo bas itni hai
bas ye baat meri yaad rahe
jisko bhi mara maut ne hi mara
jisko bhi mara maut ne hi mara
mujhe maut ne nahi
mujhe zindagi ne mara hohoho mara