mujhko bhi ha mujhko bhi ha
mujhko bhi tarkeeb sikha de yaar
mere yaar julaahe mujhko bhi
ha mujhko bhi ha mujhko bhi ha
mujhko bhi tarkeeb sikha de yaar
mere yaar julaahe
mujhko bhi tarkeeb sikha de yaar
aksar tujhko dekha hai aksar tujhko dekha hai
ki taana bunte jab koi taaga toot gaya
ya khatam hua phir se baandh ke
yaa sira koi jod ke usme
aage bunne lagte ho aage bunne lagte ho
mujhko bhi tarkeeb sikha de yaar
mere yaar julaahe
mujhko bhi ha mujhko bhi ha
mujhko bhi tarkeeb sikha de yaar
tere us taane mein lekin
tere us taane mein lekin
tere us taane mein lekin
tere us taane mein lekin
ek bhi gaanth girah buntar ki
dekh nahi sakta hai koi
dekh nahi sakta hai koi
mujhko bhi tarkeeb sikha de yaar
mere yaar julaahe
mujhko bhi ha mujhko bhi ha
mujhko bhi tarkeeb sikha de yaar
maine to ek baar bunna tha ik hi rishta
maine to ek baar bunna tha ik hi rishta
maine to ek baar bunna tha ik hi rishta
lekin uski saari girhe saaf nazar aati hai
saaf nazar aati hai ha saaf nazar aati hai
mujhko bhi tarkeeb sikha de yaar
mere yaar julaahe mujhko bhi
mujhko bhi tarkeeb sikha de yaar
mere yaar julaahe
mujhko bhi tarkeeb sikha de yaa
मुझको भी तरकीब सिखा यार जुलाहे
अकसर तुझको देखा है कि ताना बुनते
जब कोइ तागा टुट गया या खत्म हुआ
फिर से बांध के
और सिरा कोई जोड़ के उसमे
आगे बुनने लगते हो
तेरे इस ताने में लेकिन
इक भी गांठ गिराह बुन्तर की
देख नहीं सकता कोई
मैनें तो ईक बार बुना था एक ही रिश्ता
लेकिन उसकी सारी गिराहे
साफ नजर आती हैं मेरे यार जुलाहे..
मुझको भी तरकीब सिखा यार जुलाहे.