mujhko peena hai pene do mujhko jeena hai jeene do
mujhko peena hai pene do mujhko jeena hai jeene do
tum ameer ho khushnaseeb ho mao garib hu badanasib hu
pi pi ke zakhm apne seene do mujhko peena hai pene do
mujhko jeena hai jeene do
agar thake ho aap to suno
khushi me aap thoda gum bharo lagao ghunt tum bhi pyar se
meri tarah piyo aur jiyo lagao ghunt tum bhi pyar se
meri tarah piyo aur jiyo tute gum dekh na sake
dil ka tutta kya dekhte tum ameer ho khushnaseeb ho
mao garib hu badanasib hu pi pi ke zakhm apne seene do
mujhko peena hai pene do mujhko jeena hai jeene do
tum piyo to ganga jal hai ye
hum agar piye to hai saharab pani jaisa hai hamara khun
aur tumhara khun hai gulab pani jaisa hai hamara khun
aur tumhara khun hai gulab sab khayal sab fareb hai
apni subha na sham hai tum ameer ho khushnaseeb ho
mao garib hu badanasib hu pi pi ke zakhm apne seene do
mujhko peena hai pene do mujhko jeena hai jeene do
kisiki yaar parwah kyu karu
kisi se yaar mai kyu daru is duniya ne mujhko kya diya
mai iski uski fikar kyu karu is duniya ne mujhko kya diya
mai iski uski fikar kyu karu ye bhala hua mili sharab
warna kise din guzarte tum ameer ho khushnaseeb ho
mao garib hu badanasib hu pi pi ke zakhm apne seene do
mujhko peena hai pene do mujhko jeena hai jeene do
Amazing singing by legendary singer Mohd Aziz Saheb...Mohd Farid Khan
(Fakharpur-India, Kuwait)