Lyrics of Mujhko Pyari Lagti Hai Tumhari Pehchan - मुझको प्यारी लगती है तुम्हारी पहचान
mujhko pyari lagti hai tumhari pahchan
mujhko pyari lagti hai tumhari pahchan
o baake chabile albele mehmaan
mujhko pyari lagti hai tumhari pahchan
albele mehmaan o albele mehmaan
jab se maine tumko dekha
tab se mere man me khich gayi pyar ki rekha
jab se maine tumko dekha
tab se mere man me khich gayi pyar ki rekha
aankho me rup tumhara man me dhyaan
aankho me rup tumhara man me dhyaan
albele mehmaan
mujhko pyari lagti hai tumhari pahchan
albele mehmaan o albele mehmaan
kitni sunder chhavi tumhari hai
kitni manjul pyari pyari hai
kitni sunder chhavi tumhari hai
kitni manjul pyari pyari hai
jaadu se haye bhari tumhari mithi muskan
jaadu se haye bhari tumhari mithi muskan
albele mehmaan
mujhko pyari lagti hai tumhari pahchan
albele mehmaan o albele mehmaan
tumhe chodkar dekh mera man aur kahi naa dole
tumhe chodkar dekh mera man aur kahi naa dole
main inn aankho me tumhe chuppa lungi
aur pyar karungi bina bole
o dur desh ke wasi main janam janam ki pyasi
o dur desh ke wasi main janam janam ki pyasi
main lakh balaiya lu
mujhko prem ka de do paridhan
albele mehmaan
mujhko pyari lagti hai tumhari pahchan
albele mehmaan o albele mehmaan