mukhtasar si zindagi hai
khul ke ji o jeene wale
mukhtasar hai teri pyas
ke ye chalke chalke pyale
mukhtasar si zindagi hai
khul ke ji o jeene wale
mukhtasar hai teri pyas
ke ye chalke chalke pyale
manjilo se rubru hai
phir bujha bujha sa kyu hai
tu kyu hai har khushi se khafa
mukhtasar si zindagi hai
khul ke ji o jeene wale
mukhtasar hai teri pyas
ke ye chalke chalke pyale
jaane de re jaane wale kal ko to jaane de
tu aane wale pal ko aane de
naya hai ye khumar hans ke yaar
ek baar mastiyo main dub ja
jaane de re jaane wale kal ko to jaane de
tu aane wale pal ko aane de
naya hai ye khumar hans ke yaar
ek baar mastiyo main dub ja
tujhko jiski hai zusst-zu
wo jo teri aarzu hai
kyun ho gaya usi se khafa
mukhtasar si zindagi hai
khul ke ji o jeene wale
mukhtasar hai teri pyas
ke ye chalke chalke pyale
hota hai ha zindagi main
ye bhi hota hai ki pane
wala phale khota hai
ye shh hai ya ki maat tu
ye baat kar ke aaj dil
pe daag mat laga
hota hai ha zindagi main
ye bhi hota hai ki pane
wala phale khota hai
ye shh hai ya ki maat tu
ye baat kar ke aaj dil
pe daag mat laga
har najar me tu hi tu hai
zindagi to ab shuru hai
ki tu hai zindagi se khafa khafa
mukhtasar si zindagi hai
khul ke ji o jeene wale
mukhtasar hai teri pyas
ke ye chalke chalke pyale