dari re dari diri dar hai kal
itwar ho munna jayega bazar
dari re dari diri dar hai kal
itwar ho munna jayega bazar
do paise ki dulhan lega chhe paise ka haar
dari re dari diri dar hai kal
itwar ho munna jayega bazar
do paise ki dulhan lega chhe paise ka haar
dari re dari diri dar hai kal
itwar ho munna jayega bazar
dulha chota chota sa dulhan moti moti si
dulha chota chota sa dulhan moti moti si
miya halke fulke se begam double roti si
somwar ko jo soye jo jage shukrwar
dari re dari diri dar hai kal
itwar ho munna jayega bazar
dari re dari diri dar hai kal
itwar ho munna jayega bazar
halwa pura aath sher or sath puriya khaye
halwa pura aath sher or sath puriya khaye
fir bhi dulhan sharam ke mare bhukhi hi reh jaye
assi gaj ki bechari ko tang pade salwar
dari re dari diri dar hai
kal itwar ho munna jayega bazar
dari re dari diri dar hai
kal itwar ho munna jayega bazar
pyar jo aaye munne par to usko god me lele
pyar jo aaye munne par to usko god me lele
gaye chota sa balma mere anngana billi khele
nache jhume mukhda chume munne ka so bar
dari re dari diri dar hai
kal itwar ho munna jayega bazar
do paise ki dulhan lega chhe paise ko har
dari re dari diri dar hai
kal itwar ho munna jayega bazar
Waheeda Rehman is so lovely. Nice song and I feel the singer is so much
better than Lata.