murli waale se laage nain hai
haay mohe aave laaj sakhi
murli waale se, murli waale se laage nain hai
haay mohe aave laaj sakhi
ari kyu aave laaj sakhi
aave laaj sakhi ari mohe aave laaj sakhi
murli waale, murli waale se laage nain hai
haay mohe aave laaj sakhi
bindiya chamke kangna damke aa aa
bindiya chamke kangna damke
jhumke let balaiyaa
ho jhumke let balaiyaa
na jaane kyu baini khul gai
padi piya ke paiyaa
sakhi main padi piya ke paiyaa
murli waale, murli waale se laage nain hai
haay mohe aave laaj sakhi
murli waale se laage nain hai
haay mohe aave laaj sakhi
paayal ki chhankaar lubhaaati rang dikhaati mehndi
mohe rang dikhaati mehndi
kaajal bhari najar ne dil ki
ho kaajal bhari najar ne dil ki baat kisi se kah di
dil ki baat dil ki baat kisi se kah di kya
murli waale se laage nain hai
mila manchaha raag sakhi
murli waale, murli waale se laage nain hai
haay mohe aave laaj sakhi
aave laaj sakhi ari mohe aave laaj sakhi
murli waale, murli waale se laage nain hai
haay mohe aave laaj sakhi