musafir main hu ye kis modd par
nazar mein nahi hai koi bhi dagar
parinda jese mere dar-badar
ye puche kaha hai mera ek basar
jaha wakt ho thama aur ho sukun zara
kyun tanhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan
dil ki duhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan
kyun ye judaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan
ruh mein samaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan
main hi nazar main hi zuban
main hi to khwaish mein khawabo main hun
main hi asar main hi wajaha
main hi to apne iraado mein hun
khud se hi roshan-roshan
khud ka hi main hum-dum
khud ka hu rehbar
hai khud pe yakin bas mujhe
hmmmm
par apno se fasley hain
kyun tanhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan
dil ki duhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan
kyun ye judaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan
ruh mein samaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan
ek ehsaan karde zaraa
apni mohabbat ki dede panha
jeene ka hai tu hi sabab
fir kya karu mai ye jazbaat bayaan
tujhse judu mein judaa hi rahu mein
teri hi wafaon ke saaye mein ye safar katee
kyun tanhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan
dil ki duhaiyaa aaiyaan aaiyaan aaiyaan
kyun ye judaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan
ruh mein samaiyaan aaiyaan aaiyaan aaiyaan
musafir main hu ye kis modd par
nazar mein nahi hai koi bhi dagar
parinda jese mere dar-badar
ye puche kaha hai mera ek basar
jaha wakt ho thama aur ho sukun zara