Lyrics of Mushkil Hai Mushkil Bachana Mera Teere Nazar Ka Nishana - मुश्किल है मुश्किल बचाना मेरा तीरे नज़र का निशाना
tumhare ishq ke andaz se waqif hai hum lekin
hamare husn katil ki bhi hai soharat zamane me
tumhare samne hum hai hamare samne tum ho
zara dekhe to kitna zor hai kiske nishane me
mushkil hai mushkil bachana mera tir-e nazar ka nishana
mushkil hai mushkil bachana mera tir-e nazar ka nishana
aaj dekhega sara zamana mera tir-e nazar ka nishana
ye hai tir-e nazar ka nishana
jawa jisam bijli khuli zulf sawan
jawa jisam bijli khuli zulf sawan
sambhalna na das le jawani ki nagan
rat dhalne do dor chalne do rat dhalne do dor chalne do
meri nashili adao ka mosam kar dega diwana ye hai ye hai
ye hai tir-e nazar ka nishana
arey mushkil hai mushkil bachana
mera tir-e nazar ka nishana ye hai tir-e nazar ka nishana
nigaho se maru adao se maru nigaho se maru adao se maru
wafao se maru jafao se maru
jane mehfil ho husne katil ho jane mehfil ho husne katil ho
aasan nahi aaj jalvo se mere jaan bachakar jana ye hai ye hai
ye hai tir-e nazar ka nishana mushkil hai mushkil bachana
mera tir-e nazar ka nishana ye hai tir-e nazar ka nishana
akele ho tum bhi akele hai hum bhi
isi rat ki aarzu thi hamesha mulakat ka aaj moka mila hai
tumhari hume zustzu thi hamesha
tumhe kya yaad hoga purani
yaad hu mai inhi diwaro dar me
ghuti fariyad hu mai ghuti fariyad hu mai
jise luta hai tumne vahi barbad hu mai vahi barbad hu mai
yaha kyu aayi hu mai irada jan jao
sitam ki umar kam hai sitamgar jan jao sitamgar jan jao
tumhari mot hu mai mujhe pehchan jao
tumhari mot hu mai mujhe pehchan jao mujhe pehchan jao