ladki diwani si bahaki rawani si
jabse mili mujhko hain preshani si
kabhi wo hasti hain kabhi barasti hain
mujhko fansa ke bhi wo to na fansti hain
na jane dil pe kiya hain kya jadu
uske isharo pe nache
mange sitare to minuto mein la dun
mushkil mein dil
ladki diwani si bahaki rawani si
jabse mili mujhko hain preshani si
aankho mein aankhe thi baaho mein baahe
main to udne laga tha
jis ada se churayi nigahe pyar nahi wo daga tha
kyu uski baato mein dil mera aaye karna nahi tha bharosa
haye karu kya koi to bataye
o mushkil mein dil
ladki diwani si bahaki rawani si
jabse mili mujhko hain preshani si
kabhi wo hasti hain kabhi barasti hain
mujhko fansa ke bhi wo to na fansti hain
sare shahar mein bas main hi mila tha aise diwana banane
kismat mein shayed meri yahi likha tha gaau usi ke tarane
na jane dil pe kiya hain kya jadu
iske isharo pe nache
mange sitare to minuto mein la dun
mushkil mein dil
ladki diwani si bahaki rawani si
jabse mili mujhko hain preshani si
kabhi wo hasti hain kabhi barasti hain
mujhko fansa ke bhi wo to na fansti hain
na jane dil pe kiya hain kya jadu
uske isharo pe nache
mange sitare to minuto mein la dun
mushkil mein dil mushkil mein dil
mushkil mein dil mushkil mein dil