teri jindagi me yu to kai dard aayenge, dard aayenge
agar mukuraayega
agar mukuraayega to dard bhaag jaayenge, bhaag jaayenge
are muskuraaye ja har ghadi hai ek imtihaan
dil ke hi sambhalte sab yaha, bahaaduro ka hi hai ye jaha
har ek haal me kisi bhi chaal me
himmat na haar muskuraaye ja
ho ho ho, ho ho ho
teri jindagi me yu to kai dard aayenge, dard aayenge
agar mukuraayega
agar mukuraayega to dard bhaag jaayenge, bhaag jaayenge
are muskuraaye ja mushkilo se haarna nahi
yu jindagi gujarna nahi, man kabhi tu maarna nahi
kisi bhi mod pe koi saath chhod de
himmat na haar muskuraaye ja
ho ho ho, ho ho ho
ho ho ho, ho ho ho
teri jindagi me yu to kai dard aayenge, dard aayenge
agar mukuraayega
agar mukuraayega to dard bhaag jaayenge, bhaag jaayenge
are muskuraaye ja
o teri jindagi me yu to kai dard aayenge, dard aayenge
agar mukuraayega
agar mukuraayega to dard bhaag jaayenge, bhaag jaayenge
are muskuraaye ja