na keh saaqi, bahaar aane ke din hai
na keh saaqi, bahaar aane ke din hai
na keh saaqi, bahaar aane ke din hai
jigar ke daag, chhil jaane ke din hai
jigar ke daag, chhil jaane ke din hai
ada sikho, ada aane ke din hai
ada sikho, ada aane ke din hai
ada sikho, ada aane ke din hai
abhi to dur, sharmane ke din hai
abhi to dur, sharmane ke din hai
gareba dhundhte hai hath mere
gareba dhundhte hai hath mere
chaman me phul khil jane ke din hai
chaman me phul khil jane ke din hai
na keh saaqi, bahaar aane ke din hai
tumhe raaz-e-mohabbat kya bataaye
tumhe raaz-e-mohabbat kya bataaye
tumhe raaz-e-mohabbat kya bataaye
tumhare khelne khaane ke din hai
tumhare khelne khaane ke din hai
ghataaye udi udi keh rahi hai
ghataaye udi udi keh rahi hai
maye angur khichwane ke din hai
na keh saaqi, bahaar aane ke din hai
na keh saaqi, bahaar aane ke din hai
jigar ke daag, chhil jaane ke din hai
reminds me of thiose days when this album was released.I was 19 and used to burn midnight oil preparing for my engg. entrance exams...this ghazal was one of the many that I used to play while working on calculus/mechanics problems all nights..also was recovering from a broken heart amist the pressure of academics...music especially Jagjit was a real help!!