na maangu mai
mahal do mahale
na maangu abhushan
na maangu mai
mahal do mahale
na maangu abhushan
main to maangu santoshi ma
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
is dunia me sukh ke sadan
hai bas dukh ka karan
jeevan me hai maut samayi
maut hi laye jeevan
is dunia me sukh ke sadan
hai bas dukh ka karan
jeevan me hai maut samayi
maut hi laye jeevan
mukti na de kat de lakin
mukti na de kat de lakin
mohmaya ke bandhan
main to maangu santoshi ma
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
asha trishna kabhi mite na
kitna bhi koi paye
chain ke khatir baichaini mai
har koi jaman gawaye
asha trishna kabhi mite na
kitna bhi koi paye
chain ke khatir baichaini mai
har koi jaman gawaye
usko mila hai sab kuch jisne
usko mila hai sab kuch jisne
kiya tujhe sab arpan
main to maangu santoshi ma
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
mujhko tu bisra na dena
hai ye prathana meri
mujhme tera baas rahe ma
hai ye kamana meri
mujhko tu bisra na dena
hai ye prathana meri
mujhme tera baas rahe ma
hai ye kamana meri
apni bhakti ke rang me tu
ohh apni bhakti ke rang me tu
rang de mera tan man
main to maangu santoshi ma
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
is dunia ke har ek kad
me tera roop niharu
kamoshi ke ek taare pe
har pal ma ye pukaru
is dunia ke har ek kad
me tera roop niharu
kamoshi ke ek taare pe
har pal ma ye pukaru
aashisho ke phoolu se tu
aashisho ke phoolu se tu
bhar de man ka aagan
main to maangu santoshi ma
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
na maangu mai
mahal do mahale
na maangu abhushan
main to maangu santoshi ma
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan
ek santosh ka hi dhan