naa tum bhule
na tum bhule na hum bhule ye jeevan kaise jeete hai
naa dhundhale wo huye din jo tumhaare saath beete hai

na tum bhule na hum bhule
ye mausam mahka hua ye bikhari tanhaayiya
aise me armaan ye lete hai angadaayiya
sach hirou kareeb aao naa
gahari gahri jheel si aankho ki gaharaiya
jinme ubhari dub ke chaahat ki parchhayiya
khoye hum tum chaaho me ek duje ki baaho me
na tum bhule na hum bhule ye jeevan kaise jeete hai
naa dhundhale wo huye din jo tumhaare saath beete hai
na tum bhule na hum bhule
mat koi aawaaj do masti me hum chur hai
jab se tere paas hai is duniya se dur hai
sach khaao kasam jhuthe kahi ke
tum dil se majbur ho hum dil se majbur hai
jabse tum humko mile tab se hum magrur hai
pyar me jab dil khota hai tab aisa hi hota hai