na chudi ki khan khan
na payal ki chham chham
na chudi ki khan khan
na payal ki chham chham
tan man kiya watan tujhko arpan
tujhko arpan
tan man kiya watan tujhko arpan
tujhko arpan
na jawani ke vaade
na bachpan ke wo din
na sawan ke jhule
na barkha ki rimjhim
tan man kiya watan tujhko arpan
tujhko arpan
o tan man kiya watan tujhko arpan
tujhko arpan
na chudi ki khan khan
na payal ki chham chham
na chudi ki khan khan
na payal ki chham chham
humko watan ki mitti hai pyari
chahe jigar ka khun bah jaye
saanse humari chahe rahe na
tadpe na hindustan ki hawaye
wo bhai ki duhai
wo bahni ki vidai
wo aankhe nam nam
wo aangan, wo chaman
tan man kiya watan tujhko arpan
tujhko arpan
ho tan man kiya watan tujhko arpan
tujhko arpan
na chudi ki khan khan
na payal ki chham chham
na chudi ki khan khan
na payal ki chham chham
naaz hume hai hindi dhara par
lautenge dushman ko harakar
vyarth na hoga balidan tumhara
thaan liya hai ab tumhe ganwakar
wo khun ka rishta
wo dudh ka vasta
wo kavita shayari
wo jan gan man
tan man kiya watan tujhko arpan
tujhko arpan
ho tan man kiya watan tujhko arpan
tujhko arpan
na chudi ki khan khan
na payal ki chham chham
na chudi ki khan khan
na payal ki chham chham
desh prem ki hai ye ksauti
mar mit jaao yaaro
mar mit jaao yaaro
sarhad par khatra hai chhaya
kafan baandh lo pyaro
kafan baandh lo pyaro