desh kumayu
nainital me naina devi shiv jage jageshwar
shiv jage jageshwar
almoda me nanda devi sangam par bageshwa
sangam par bageshwa
gangoli hath ke patal bhuvneshwar
gangoli hath ke patal bhuvneshwar
chhitai ka gol dev mana jaye ghar ghar
chhitai ka gol dev mana jaye ghar ghar
pag pag par yahan tirath mandir
pag pag par yahan tirath mandir
nit uth shish navaun
nit uth shish navaun
na koi akbar na koi babar
na yahan shah humayu, na yahan shah humayu
sab hai yaha dil ke shahjade
sab hai yaha dil ke shahjade
ye hai desh kumayu
humro desh kumayu
kudarat ne ise sundarta ke diye anmol khajane
diye anmol khajane
tan man pran judane wale jharne taal suhane
jharne taal suhane
devdar chidbans khade sir tane
devdar chidbans khade sir tane
nyoli gubhuti kufu chidiyon ke tarane
nyoli gubhuti kufu chidiyon ke tarane
chet maas khile fulwa buras ke
chet maas khile fulwa buras ke
shobha dekh lubhaun, shobha dekh lubhaun
na koi akbar ho na koi babar
na yahan shah humayu, na yahan shah humayu
sab hai yaha dil ke shahjade
sab hai yaha dil ke shahjade
ye hai desh kumayu
humro desh kumayu
lamba jiwan dene wali parvat ki ye hawaye
parvat ki ye hawaye
pyare pyare sab ye najare apni or bulaye
apni or bulaaye
nada hai inhe jo thukra ke chale jaye
nada hai inhe jo thukra ke chale jaye
aao yahi rah ke in khajano ko bachaye
aao yahi rah ke in khajano ko bachaye
mujhko hai abhiman ke main
mujhko hai abhiman ke main
is mati ka kahlaun, humro desh kumayu
na koi akbar ho na koi babar ho
na koi akbar na koi babar
na yahan shah humayu, na yahan shah humayu
sab hai yaha dil ke shahjade
sab hai yaha dil ke shahjade
ye hai desh kumayu
humro desh kumayu
ye hai desh kumayu
humro desh kumayu
ye hai desh kumayu
humro desh kumayu