naa raaja rahega, naa raani rahegi
yeh duniya hai faani faani rahegi
naa jab ek bhi jindgani rahegi
toh mati sabhi ki kahaani kahegi
toh mati sabhi ki kahaani kahegi
dikhayegi rana ke ran ki nishaani
kahegi shivaji ke praan ki kahaani
batlaayegi muglo ki baate anjaani
uss gadar jaychand ki jindagaani
yeh aapas ki sab badgumaani kahegi
yeh mati sabhi ki kahaani kahegi
jo the desh dushan gulaami ke rahi
lage pherne iss vatan par sayahi
videsho ki karne lage vaah vaahi
gaya desh hatho se aayi tabaahi
yeh bhar bhar ke aanko me paani kahegi
yeh mati sabhi ki kahaani kahegi
yeh mati sabhi ki kahaani kahegi
phir svatantrta kaa esha sangram aaya
ke har aadami desh ke kam aaya
ladi vir janshi ki rani bhavaani
hajaro ne lakho ne jauhar jalaya
yeh kurbaniya khud jubani kahegi
yeh mati sabhi ki kahaani kahegi
yeh mati sabhi ki kahaani kahegi
svatantra sangram nahi wo bagawat thi
myutni yahi itihas kehta hai
jala do, jala do ye itihas jhote tumhaare
yahaan jare jare pe sach hai likha re
julam woh tumhare, sitam woh tumhaare
karo yaad uff karname wo kare
ke patthar se aansu ki dhara bahegi
yeh mati sabhi ki kahaani kahegi
yeh mati hai tabse naa jab tum the aaye
yeh mati rahegi naa jab tum rahoge
iss mati ke niche dabi hai kathaye
yeh khud hi kahegi re tum kya kahoge
jamin aasman tharthra ke rahegi
yeh mati sabhi ki kahaani kahegi
yeh mati sabhi ki kahaani kahegi
Patriatic song sung by mahendra kapoor
Rajneesh Satyawan