Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Na To Aaj Barasat Ka Mausam, Bina Badara Ke Bijuriyaa
4.64 - 11 votes
Rajesh Khanna, Mumtaz, Anju Mahendru
Video of this song from youtube
Lyrics of Na To Aaj Barasat Ka Mausam, Bina Badara Ke Bijuriyaa - ना तो आज बरसात का मौसम, बिना बदरा के बिजुरिया
naa to aaj barasaat kaa mausam naa kahi chhaai badariya
phir bhi more jiyaraa me chamake are tham-tham koi bijuriya
vaa-vaah-vaah tohara javaab naahi

binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake
ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake
kaise chamake koi puchhe re hamase
kaise chamake koi puchhe re hamase
ho bina badara ke, ho bina badara ke

raaho me jab gori nayana milaaye ke
nayana milaaye ke
muskaaye ghunghata me mukhada chhipaaye ke
to mar jaaen ham to qasam se qasam se
binaa badara ke
ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake
ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake

baithe ho jab mithe sapane sajaye ke
sapane sajaaye ke
aise me haule se paas kabhi aaye ke
jo bichhava bajaye de gori chham se qasam se
binaa badara ke
ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake
ho binaa badaraa ke bijuriyaa kaise chamake
lyrics of song Na To Aaj Barasat Ka Mausam, Bina Badara Ke Bijuriyaa
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Bandhan (1970)
Rajesh Khanna, Mumtaz, Achla Sachdev, Anju Mahendroo, Jeevan, Kanhaiya Lal, Rajendra Nath, Sunder, Aruna Irani, Ratna Mala, Birbal, Kamal Kapoor, Roopesh Kumar, Sanjeev Kumar, Meena T, SapruMahendra KapoorAnjaan, IndeevarKalyanji Veerji, AnandjiNarendra BediG P SippyBandhan at IMDB      Bandhan at WikipediaBandhan at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type