ye aag kaisi mere sine me hai dahakti
andhero me na koi ummed hai chamak ki
makhi makhi makhi makhi
makhi makhi makhi makhi
naam apun ka jani mangega na pani
aise chhin lunga main teri zindgani
main aaj chal pada hu unchi udan meri
tere khun se likhunga ab main kahani teri
makkhi hu main makkhi sair kar narak ki
meri ek najar se tune maut chakhi
makkhi hu main makkhi sair kar narak ki
meri ek najar se tune maut chakhi
tu jara sa lekin tu kya mujhko roke
ek jara sa shola gaanv gaanv funke
bund ek zehar ki kabhi bhi na chuke
ek jara si goli daage banduke
nahi dudh ki main makkhi, jo mujhko fenk dega
jab teri saans ruki tabhi sukun milega
tujhse najar milake main chutki me maar dunga
makkhi hu main makkhi sair kar narak ki
meri ek najar se tune maut chakhi
makkhi hu main makkhi sair kar narak ki
meri ek najar se tune maut chakhi
bin dastak aaunga aaj hai jaruri kaam
sirf das sirf das
ek tujhko marna do tujhko marna
teen tujhko marna char tujhko marna
panch tujhko marna chhe tujhko marna
saat tujhko marna aath tujhko marna
no tujhko marna
das tujhko rati rati masal masal
tod ke marod ke sharir chir chir marna
fad fad fad fad, fad fad fadaunga
tere kano me mrityu raag main gaunga
ja hath pe teri lakir choti karunga
khone ko kuch nahi
kya hai jo main kho dunga
ek baar mar chuka hu, is bar kya darunga
nahi dudh ki main makkhi, jo mujhko fenk dega
jab teri saans ruki tabhi sukun milega
tujhse najar milake main chutki me maar dunga
makkhi hu main makkhi sair kar narak ki
meri ek najar se tune maut chakhi
makkhi hu main makkhi sair kar narak ki
meri ek najar se tune maut chakhi